1915 - 1990 | Lahore, Pakistan
bazm-e-vafā sajī to ajab silsile hue
shikve hue na un se na ham se gile hue
bazm-e-wafa saji to ajab silsile hue
shikwe hue na un se na hum se gile hue
ijz ke saath chale aa.e haiñ ham 'yazdānī'
koī aur un ko manā lene kā Dhab yaad nahīñ
ijz ke sath chale aae hain hum 'yazdani'
koi aur un ko mana lene ka Dhab yaad nahin
sham.a hogī sub.h tak baaqī na parvāne kī ḳhaak
ahl-e-mahfil kī zabāñ par dāstāñ rah jā.egī
shama hogi subh tak baqi na parwane ki KHak
ahl-e-mahfil ki zaban par dastan rah jaegi
milā hai taptā sahrā dekhne ko
chale the ghar se dariyā dekhne ko
mila hai tapta sahra dekhne ko
chale the ghar se dariya dekhne ko
zindagī koh-e-be-sutūñ goyā
har nafas ek taisha-e-farhād
zindagi koh-e-be-sutun goya
har nafas ek taisha-e-farhad
Chaukheer Wali
Dehati Samaj
1942
Gora
Shama Ulfat
1960
Nairang-e-Maghrib
Neerang e Maghrib
Qaidi
Wadi-e-Purkhar
Qaidi Ke Khutoot Aur Deegar Afsane
1945
Shama-e-Ulfat
Swami
milaa hai taptaa sahraa dekhne ko chale the ghar se dariyaa dekhne ko
Sign up and enjoy FREE unlimited access to a whole Universe of Urdu Poetry, Language Learning, Sufi Mysticism, Rare Texts
Jashn-e-Rekhta | 2-3-4 December 2022 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate, New Delhi
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
Online Treasure of Sufi and Sant Poetry
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online