Yusuf Taqi
Ghazal 15
Nazm 6
Sher-o-Shayari 6
be-sadā kyuuñ guzarte ho āvāz do
ab bhī kuchh log andar makānoñ meñ haiñ
be-sada kyun guzarte ho aawaz do
ab bhi kuchh log andar makanon mein hain
- Add to favorites
-
Share this
aao purānī yaad ke sho.aloñ meñ taap leñ
kitne haiñ haath sard mulāqāt kī tarah
aao purani yaad ke shoalon mein tap len
kitne hain hath sard mulaqat ki tarah
- Add to favorites
-
Share this
ai paḌosī tū batā ham ko to kuchh hosh nahīñ
thā hamārā bhī koī ghar tire ghar se pahle
ai paDosi tu bata hum ko to kuchh hosh nahin
tha hamara bhi koi ghar tere ghar se pahle
- Add to favorites
-
Share this
dekhā to zindagī meñ bahut kāmyāb the
sochā to jiit aa.ī nazar maat kī tarah
dekha to zindagi mein bahut kaamyab the
socha to jit aai nazar mat ki tarah
- Add to favorites
-
Share this
shab palañg par hāñpte saa.e rahe
ḳhvāb darvāze khaḌā taktā rahā
shab palang par hanpte sae rahe
KHwab darwaze khaDa takta raha
- Add to favorites
-
Share this
- See Ghazal
BOOKS 10
Image Shayari 1
haal kuchh ab ke judaa hai tire diivaano.n kaa shahr me.n Dher na lag jaa.e garebaano.n kaa ye miraa zabt hai yaa terii adaa kii tahziib ra.ng aa.nkho.n me.n jhalaktaa nahii.n armaano.n kaa mai-kade ke yahii aadaab hai.n rindo sun lo Gam nahii.n karte hai.n TuuTe hu.e paimaano.n kaa saa.ns lene ko ko.ii ....aur Thikaanaa Dhuu.nDo shahr jangal saa hu.aa jaataa hai insaano.n kaa ab haqiiqat kii taho.n tak ko.ii kaise paho.nche ek tuufaan bapaa hai yahaa.n afsaano.n kaa