Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER
Jafar Ali Hasrat's Photo'

Jafar Ali Hasrat

1734 - 1792 | Lucknow, India

Prominent contemporary of Mir Taqi Mir. Known for depiction of physicality in his romantic poetry

Prominent contemporary of Mir Taqi Mir. Known for depiction of physicality in his romantic poetry

Sher of Jafar Ali Hasrat

tumheñ ġhairoñ se kab fursat ham apne ġham se kam ḳhālī

chalo bas ho chukā milnā na tum ḳhālī na ham ḳhālī

tumhein ghairon se kab fursat hum apne gham se kam KHali

chalo bas ho chuka milna na tum KHali na hum KHali

uḌ ga.ī par se tāqat-e-parvāz

kahīñ sayyād ab rihā na kare

uD gai par se taqat-e-parwaz

kahin sayyaad ab riha na kare

Recitation

Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

Get Tickets
Speak Now