aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere
Showing search results for "o"
allaah-re fareb-e-mashiyyat ki aaj takduniyaa ke zulm sahte rahe KHaamushii se ham
vaqt aane de dikhaa de.nge tujhe ai aasmaa.nham abhii se kyuu.n bataa.e.n kyaa hamaare dil me.n hai
saudaa-garii nahii.n ye ibaadat KHudaa kii haiai be-KHabar jazaa kii tamannaa bhii chho.D de
tark-e-aadat se mujhe niind nahii.n aane kiikahii.n niichaa na ho ai gor sirhaanaa teraa
bataa ai abr musaavaat kyuu.n nahii.n kartaahamaare gaa.nv me.n barsaat kyuu.n nahii.n kartaa
kise zindagii hai aziiz ab kise aarzuu-e-shab-e-tarabmagar ai nigaar-e-vafaa talab tiraa e'tibaar ko.ii to ho
ye hai mai-kada yahaa.n rind hai.n yahaa.n sab kaa saaqii imaam haiye haram nahii.n hai ai shaiKH jii yahaa.n paarsaa.ii haraam hai
chaaraa-gar yuu.n to bahut hai.n magar ai jaan-e-'faraaz'juz tire aur ko.ii zaKHm na jaane mere
kyaa hu.ii taqsiir ham se tuu bataa de ai 'naziir'taaki shaadii-marg samjhe.n aise mar jaane ko ham
allaah-rii jism-e-yaar kii KHuubii ki KHud-ba-KHudrangiiniyo.n me.n Duub gayaa pairahan tamaam
Jashn-e-Rekhta 10th Edition | 5-6-7 December Get Tickets Here
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
Online Treasure of Sufi and Sant Poetry
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online
Best of Urdu & Hindi Books