SEARCH RESULTS
Showing search results for "'महरूम'"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "'महरूम'"
Ghazal
ik 'umr se huu.n lazzat-e-girya se bhii mahruum
ai raahat-e-jaa.n mujh ko rulaane ke liye aa
Ahmad Faraz
Nazm
jawab-e-shikwa
aalim-e-kaif hai daanaa-e-rumuuz-e-kam hai
haa.n magar ijz ke asraar se naa-mahram hai
Allama Iqbal
Ghazal
ab jafaa se bhii hai.n mahruum ham allaah allaah
is qadar dushman-e-arbaab-e-vafaa ho jaanaa
Mirza Ghalib
PAGE MATCHES FOR "'महरूम'"
MORE MATCHES FOR "'महरूम'"
Ghazal
an-ginat mahfile.n mahruum-e-charaaGaa.n hai.n abhii
kaun kahtaa hai ki zulmaat ne dam to.D diyaa
Saghar Siddiqui
Ghazal
tuu mirii raat ko mahtaab se mahruum na rakh
tire paimaane me.n hai maah-e-tamaam ai saaqii
Allama Iqbal
Nazm
KHizr-e-rah
naujavaa.n aqvaam-e-nau-daulat ke hai.n pairaaya-posh
garche askandar rahaa mahruum-e-aab-e-zindagii
Allama Iqbal
Nazm
lenin
mahram nahii.n fitrat ke suruud-e-azlii se
biinaa-e-kavaakib ho ki daanaa-e-nabaataat
Allama Iqbal
Sher
Bahadur Shah Zafar
Nazm
marhum aur mahrum
mirii hayaat ye hai aur ye tumhaarii qazaa
ziyaada kis se kahuu.n aur kis ko kam bolo