SEARCH RESULTS
Showing search results for "रखता"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "रखता"
PAGE MATCHES FOR "रखता"
MORE MATCHES FOR "रखता"
Nazm
muhasara
miraa qalam nahii.n tasbiih us maballiG kii
jo bandagii kaa bhii har dam hisaab rakhtaa hai
Ahmad Faraz
Ghazal
ishq aaGaaz me.n halkii sii KHalish rakhtaa hai
baad me.n saik.Do.n aazaar se lag jaate hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
zamaana ham se bhalaa dushmanii to kyaa rakhtaa
so kar gayaa hai hame.n paa.emaal vaise hii
Ahmad Faraz
Sher
gul ho mahtaab ho aa.iina ho KHurshiid ho miir
apnaa mahbuub vahii hai jo adaa rakhtaa ho
Meer Taqi Meer
Ghazal
churaa ke KHvaab vo aa.nkho.n ko rehn rakhtaa hai
aur us ke sar ko.ii ilzaam bhii nahii.n aataa