SEARCH RESULTS
Showing search results for "jazba"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "jazba"
Ghazal
mai.n bulaataa to huu.n us ko magar ai jazba-e-dil
us pe ban jaa.e kuchh aisii ki bin aa.e na bane
Mirza Ghalib
Ghazal
Behzad Lakhnavi
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "jazba"
Ghazal
jazba-e-be-iKHtiyaar-e-shauq dekhaa chaahiye
siina-e-shamshiir se baahar hai dam shamshiir kaa
Mirza Ghalib
Ghazal
Athar Nafees
Sher
jazba-e-ishq salaamat hai to inshaa-allaah
kachche dhaage se chale aa.e.nge sarkaar ba.ndhe
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
dard-e-dil paas-e-vafaa jazba-e-iimaa.n honaa
aadmiyat hai yahii aur yahii insaa.n honaa
Chakbast Braj Narayan
Ghazal
Ghulam Mohammad Qasir
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
rafta rafta rang laayaa jazba-e-KHaamosh-e-ishq
vo taGaaful karte karte imtihaa.n tak aa ga.e
Qabil Ajmeri
Ghazal
na jaane kaun saa jazba thaa jis ne KHud hii 'naziir'
mirii hii zaat kaa dushman banaa diyaa mujh ko
Nazeer Baaqri
Ghazal
jazba-e-KHaak-parvarii aur sukuun paa.egaa
KHaak karo hame.n to phir KHaak u.Daa diyaa karo
Pirzada Qasim
Ghazal
vo ko.ii aur hii jazba thaa sirf pyaar na thaa
tujhe jo apnaa jataane ko be-qaraar rahaa


