SEARCH RESULTS
Showing search results for "jazba"
Nazm MATCHES FOR "jazba"
Nazm
etiraf
vo gudaaz-e-dil-e-marhuum kahaa.n se laa.uu.n
ab mai.n vo jazba-e-maasuum kahaa.n se laa.uu.n
Asrarul Haq Majaz
Nazm
hinDola
mai.n akasr un ke tasavvur me.n Duub jaataa thaa
vafuur-e-jazba se ho jaatii thii mizha pur-nam
Firaq Gorakhpuri
Nazm
aaKHiri lamha
vo pyaar jis me.n na ho aql o dil kii yak-jehtii
kisii tariiq se jazba nahii.n mohabbat kaa
Jan Nisar Akhtar
Nazm
lamhon ki parastar
hukm-e-havvaa kii qasam jazba-e-aadam kii qasam
paak thii ruuh mirii chashma-e-zamzam kii qasam
Qateel Shifai
Nazm
taKHliq
aise ilzaam ki KHud apne taraashe hu.e but
jazba-e-kaavish-e-KHaaliq ko niguu.n-saar kare.n
Ahmad Faraz
Nazm
saneha
kyaa ahl-e-dil me.n jazba-e-Gairat nahii.n rahaa
kyaa azm-e-sar-faroshii-e-mardaa.n chalaa gayaa
Asrarul Haq Majaz
Nazm
be-karan raat ke sannaTe mein
jazba-e-shauq se ho jaate hai.n a.azaa mad.hosh
aur lazzat kii giraa.n-baarii se
Noon Meem Rashid
Nazm
kya gul-badani hai
andaaz hai yaa jazba-e-garduu.n-zadanii hai
aavaaz hai yaa barbat-e-iimaa.n-shiknii hai
Josh Malihabadi
Nazm
ek aam si laDki
vo ek aam sii la.Dkii ik aisaa jazba hai
milii nahii.n jise alfaaz me.n panaah abhii
Naresh Kumar Shad
Nazm
dast-e-tah-e-sang-amada
is jazba-e-dil kii na sazaa hai na jazaa hai
maqsuud-e-rah-e-shauq vafaa hai na jafaa hai
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
agar hai jazba-e-tamir zinda
agar hai jazba-e-taamiir zinda
to phir kis chiiz kii ham me.n kamii hai