SEARCH RESULTS
Showing search results for "پیار"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "پیار"
Ghazal
Hasrat Mohani
Nazm
jawab-e-shikwa
piir-e-garduu.n ne kahaa sun ke kahii.n hai ko.ii
bole sayyaare sar-e-arsh-e-barii.n hai ko.ii
Allama Iqbal
PAGE MATCHES FOR "پیار"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "پیار"
Ghazal
aaKHirash vo bhii kahii.n ret pe baiThii hogii
teraa ye pyaar bhii dariyaa hai utar jaa.egaa
Parveen Shakir
Sher
jo kahaa mai.n ne ki pyaar aataa hai mujh ko tum par
ha.ns ke kahne lagaa aur aap ko aataa kyaa hai
Akbar Allahabadi
Sher
jhukii jhukii sii nazar be-qaraar hai ki nahii.n
dabaa dabaa saa sahii dil me.n pyaar hai ki nahii.n
Kaifi Azmi
Nazm
ye mahlon ye taKHton ye tajon ki duniya
yahaa.n pyaar hotaa hai bevpaar ban kar
ye duniyaa agar mil bhii jaa.e to kyaa hai
Sahir Ludhianvi
Ghazal
vo jaan hii ga.e ki hame.n un se pyaar hai
aa.nkho.n kii muKHbirii kaa mazaa ham se puuchhiye
Khumar Barabankavi
Nazm
yaad
duur ufuq paar chamaktii hu.ii qatra qatra
gir rahii hai tirii dildaar nazar kii shabnam