SEARCH RESULTS
Showing search results for "khaar-khaar-e-garebaa.n"
Sher MATCHES FOR "khaar-khaar-e-garebaa.n"
Sher
KHaar-o-KHas jam.a kare naam nasheman rakh de
jis ko manzuur ho gulshan ko bayaabaa.n karnaa
Aasi Merathi
Sher
ik aabla thaa so bhii gayaa KHaar-e-Gam se phaT
terii girah me.n kyaa dil-e-andoh-gii.n rahaa
Shah Naseer
Sher
Mirza Mohammad Taqi Hawas
Sher
vo KHaar KHaar hai shaaKH-e-gulaab kii maanind
mai.n zaKHm zaKHm huu.n phir bhii gale lagaa.uu.n use
Ahmad Faraz
Sher
Faiz Ahmad Faiz
Sher
Shah Naseer
Sher
ai taab-e-barq tho.Dii sii takliif aur bhii
kuchh rah ga.e hai.n KHaar-o-KHas-e-aashiyaa.n hanuuz
Shefta Mustafa Khan
Sher
Unknown
Sher
Mushafi Ghulam Hamdani
Sher
sar pe ehsaan rahaa be-sar-o-saamaanii kaa
KHaar-e-sahraa se na uljhaa kabhii daaman apnaa
Zaheer Dehlvi
Sher
Mirza Ghalib
Sher
daulat-e-Gam bhii KHas-o-KHaak-e-zamaan me.n ga.ii
tum ga.e ho to mah o saal kahaa.n Thahre hai.n
Mahmood Ayaz
Sher
uTThe na baiTh kar kabhii kuu-e-habiib se
us dar pe kyaa ga.e ki usii dar ke ho ga.e
Khar Dehlavi
Sher
'vahiid' kaar-e-siyaasat hai kaar-e-be-kaaraa.n
zabaa.n ko rok lo qaa.em rahe adab kaa vaqaar
Waheed Quraishi
Sher
ye kaar-e-mohabbat bhii kyaa kaar-e-mohabbat hai
ik harf-e-tamannaa hai aur us kii paziiraa.ii
Khurshid Rabbani
Sher
nikal kar aa ga.e hai.n ja.ngalo.n me.n
makaa.n ko laa-makaa.n karnaa pa.Daa hai