SEARCH RESULTS
Showing search results for "khaar-khaar-e-garebaa.n"
Nazm MATCHES FOR "khaar-khaar-e-garebaa.n"
Nazm
taswir-e-KHyali
haa.n magar sun le tuu ai husn kii mai se sarshaar
KHaar-KHaar-e-alam-e-hijr se huu.n saKHt hazii.n
Azeemuddin Ahmad
Nazm
zauq o shauq
baad-e-sabaa kii mauj se nash-o-numaa-e-KHaar-o-KHas!
mere nafas kii mauj se nashv-o-numaa-e-aarzuu!
Allama Iqbal
Nazm
nur-jahan ka mazar
pazhmurda vo gul dab ke hu.e KHaak ke niiche
KHvaabiida hai.n KHaar-o-KHas-o-KHaashaak ke niiche
Tilok Chand Mahroom
Nazm
shauq-e-gurezan
KHaar-e-chashm-e-hariif rahne de
hirz-e-baazuu-e-dostaa.n na banaa
Asrarul Haq Majaz
Nazm
amn ka paighambar
ho na jaa.e raakh jal kar ye dayaar-e-KHaar-o-KHas
Daal de bijlii se le kar us ke siine me.n nafas
Maikash Hyderabadi
Nazm
meri shaeri
baseraa KHas-o-KHaar-o-KHaashaak par hai
magar haath har KHosha-e-taak par hai
Hafeez Jalandhari
Nazm
dur bahut dur insan shahrah-e-irtiqa par
KHaar-o-KHas-o-KHaashaak kii duniyaa se bhii aage
mehr-o-mah-o-aflaak kii duniyaa se bhii aage
Mustafa Rahi
Nazm
fishshajaril-aKHzar-e-nar
hare daraKHto.n se aag barse
nigaar-KHaano.n me.n KHaar-o-KHas hai.n
Rizwanullah
Nazm
unT
aaKHirash manzil pe pahu.nchaataa hai tuu
aur suukhe KHaar-o-KHas khaataa hai tuu