SEARCH RESULTS
Showing search results for "tazkira-e-yazdaa.n"
Sher MATCHES FOR "tazkira-e-yazdaa.n"
Sher
aaj lab-e-guhar-fishaa.n aap ne vaa nahii.n kiyaa
tazkira-e-KHajista-e-aab-o-havaa nahii.n kiyaa
Jaun Eliya
Sher
Shibli Nomani
Sher
mu.nh me.n vaa.iz ke bhii bhar aataa hai paanii aksar
jab kabhii tazkira-e-jaam-e-sharaab aataa hai
Bekhud Dehlvi
Sher
ik janam ke pyaase bhii sair ho.n to ham jaane.n
yuu.n to rahmat-e-yazdaa.n chaar-suu barastii hai
Hanif Fauq
Sher
kuchh tazkira-e-husn se raushan the dar-o-baam
kuchh sham.a ne bhii bazm ko chamkaayaa hu.aa thaa
Shahzad Ahmad
Sher
Bano Tahira Sayeed
Sher
ijz ke saath chale aa.e hai.n ham 'yazdaanii'
ko.ii aur un ko manaa lene kaa Dhab yaad nahii.n
Yazdani Jalandhari
Sher
lahuu hii kitnaa hai jo chashm-e-tar se niklegaa
yahaa.n bhii kaam na arz-e-hunar se niklegaa
Faza Ibn e Faizi
Sher
zindagii raazii nahii.n thii Gam uThaane ke liye
ham chale aa.e yahaa.n tak muskuraane ke liye
Urmila Madhav
Sher
paan khaa kar jo ugaal aap ne thuukaa saahab
jauharii mahv hu.e la.al-e-yaman yaad aayaa
Aagha Akbarabadi
Sher
Ibrahim Ashk
Sher
taaziir-e-jurm-e-ishq hai be-sarfa mohtasib
ba.Dhtaa hai aur zauq-e-gunah yaa.n sazaa ke ba.ad
Altaf Hussain Hali
Sher
bahaane tark-e-ta.alluq ke kis ne Dhuu.nDe the
ye saare halqa-e-yaaraa.n me.n faisle ho.nge
Masood Tanha
Sher
yaad-e-yaaraa.n dil me.n aa.ii huuk ban kar rah ga.ii
jaise ik zaKHmii parinda jis ke par TuuTe hu.e