SEARCH RESULTS
Showing search results for "tazkira-e-yazdaa.n"
Ghazal MATCHES FOR "tazkira-e-yazdaa.n"
Ghazal
phir kisii zaKHm ke khul jaa.e.n na Taa.nke dekho
rahne do tazkira-e-rasm-e-vafaa rahne do
Syeda Shan-e-Meraj
Ghazal
bas isii baat pe vo shaKHs KHafaa hai mujh se
shahr me.n tazkira-e-rasm-e-vafaa hai mujh se
Syeda Shan-e-Meraj
Ghazal
vo to kahiye ki hai parvaaz-e-taKHayyul se pare
varna yazdaa.n bhii kisii tiir kii zad par hotaa
Badr-e-Alam Khan Azmi
Ghazal
is tarah kar rahe hai.n 'razaa' kaa vo tazkira
KHaalii nahii.n hai tanz se husn-e-kalaam tak
Aal-e-Raza Raza
Ghazal
tauba kaa ehtiraam bajaa lekin ai 'rashiid'
paas-e-silaa-e-rahmat-e-yazdaa.n kiye hu.e
Rashid Shahjahanpuri
Ghazal
ham-kanaar-e-jalva-e-yazdaa.n hai meraa dil 'kamaal'
kaif-zaa hai.n raat kii tanhaa.iyaa.n mere liye
Zahida Kamal
Ghazal
sipaah-e-hurmat-e-yazdaa.n KHariid saktaa huu.n
KHariid luu.ngaa to izzat nahii.n karuu.ngaa mai.n
Ali Sahil
Ghazal
Ali Sardar Jafri
Ghazal
bahlaa rahaa huu.n dil ko fareb-e-KHayaal se
ummiid-e-Gam-gusaarii-e-yaaraa.n kiye hu.e
Raz Chandpuri
Ghazal
mumkin hai abr-e-rahmat-e-yazdaa.n baras pa.De
zulfo.n kii chhaa.nv Daal ba.Dii tez dhuup hai
Saghar Siddiqui
Ghazal
aaj lab-e-guhar-fishaa.n aap ne vaa nahii.n kiyaa
tazkira-e-KHajista-e-aab-o-havaa nahii.n kiyaa
Jaun Eliya
Ghazal
ye aur baat ki saaqii se qarz mil na sakii
huzuur-e-hazrat-e-yazdaa.n to baa-vaqaar aa.e
Mustafa Zaidi
Ghazal
aayat-e-rahmat-e-yazdaa.n kii tarah dil me.n utar
ek ik lafz me.n ek ek bayaa.n me.n aa jaa
Aziz Qaisi
Ghazal
ham ziist 'ain-e-marzii-e-yazdaa.n na kar sake
baKHshish kaa apnii ko.ii bhii saamaa.n na kar sake
Rana Khalid Mahmood Qaiser
Ghazal
dosto kuchh to izaala ho pareshaanii kaa
aaj phir tazkira-e-zulf-e-siyah-faam chale
Muslim Maleganwi
Ghazal
'gauhar' ye iztiraab-e-shab-o-roz hai fuzuul
kyaa e.atibaar-e-rahmat-e-yazdaa.n nahii.n rahaa
Kuldeep Gauhar
Ghazal
aaj aap apne mahaasin kaa bayaa.n kar liije
mahfil-e-tazkira-e-ahl-e-vafaa aur sahii
Jameeluddin Aali
Ghazal
Ehsan Danish Kandhlvi
Ghazal
fursat-e-tazkira-e-kaakul-o-ruKHsaar kahaa.n
jauharii daur me.n insaa.n hai Gazal kyaa kahiye