SEARCH RESULTS
Showing search results for "tazkira-e-yazdaa.n"
Nazm MATCHES FOR "tazkira-e-yazdaa.n"
Nazm
shikwa
kis ne ThanDaa kiyaa aatish-kada-e-iiraa.n ko
kis ne phir zinda kiyaa tazkira-e-yazdaa.n ko
Allama Iqbal
Nazm
zalzala
hairat-e-diid se a.ngusht-ba-dandaa.n thaa mai.n
shaahid-e-jalva-e-qahhaarii-e-yazdaa.n thaa mai.n
Shakeel Badayuni
Nazm
kab se mahw-e-safar ho
jaagtii raat kii tiirgii ko
kis tarah matl.a-e-nuur-e-yazdaa.n banaayaa
Sajida Zaidi
Nazm
ai baad-e-saba chal
kuchh tazkira-e-yaar-e-dil-aaraam kare.nge
ra.ngiin har ik sub.h har ik shaam kare.nge
JaiKrishn Chaudhry Habeeb
Nazm
masjid
is nigaar-e-dil-e-yazdaa.n ke janaaze pe bas ik
chashm nam kartii hai shabnam yahaa.n aksar apnii
Akhtarul Iman
Nazm
jang
o aaftaab-e-rahmat-e-dauraa.n tuluu ho
o anjum-e-hamiiyat-e-yazdaa.n tuluu ho
Makhdoom Mohiuddin
Nazm
saneha
ab ahrman ke haath me.n hai teG-e-KHuu.n-chakaa.n
KHush hai ki dast-o-baazuu-e-yazdaa.n chalaa gayaa
Asrarul Haq Majaz
Nazm
ziya
ab diida-e-hairaa.n miraa
aa.iina saa.n saakit misaal-e-shaam-e-yazdaa.n mahv-e-taKH’iil-o-gumaa.n
Jabir Ali Syed
Nazm
mukafat
rahii hai hazrat-e-yazdaa.n se dostii merii
rahaa hai zohd se yaaraana ustuvaar meraa
Noon Meem Rashid
Nazm
KHwab
ahrman ke beTo.n ko mai.n ne ahrman jaanaa
un ko sar-niguu.n dekhaa baargaah-e-yazdaa.n me.n
Muslim Shameem
Nazm
KHwab
ahraman ke beTo.n ko mai.n ne ahraman jaanaa
un ko sar-niguu.n dekhaa baargaah-e-yazdaa.n me.n
Muslim Shameem
Nazm
mahr-e-nim-shab
aisii tartiib me.n kyaa maslahat-e-yazdaa.n hai
arsh aur farsh jahaa.n suurat-e-hangaam mile.n