SEARCH RESULTS
Showing search results for "tazkira-e-yazdaa.n"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "tazkira-e-yazdaa.n"
Nazm
shikwa
kis ne ThanDaa kiyaa aatish-kada-e-iiraa.n ko
kis ne phir zinda kiyaa tazkira-e-yazdaa.n ko
Allama Iqbal
Ghazal
phir kisii zaKHm ke khul jaa.e.n na Taa.nke dekho
rahne do tazkira-e-rasm-e-vafaa rahne do
Syeda Shan-e-Meraj
Ghazal
bas isii baat pe vo shaKHs KHafaa hai mujh se
shahr me.n tazkira-e-rasm-e-vafaa hai mujh se
Syeda Shan-e-Meraj
Ghazal
vo to kahiye ki hai parvaaz-e-taKHayyul se pare
varna yazdaa.n bhii kisii tiir kii zad par hotaa
Badr-e-Alam Khan Azmi
BOOKS MATCHES FOR "tazkira-e-yazdaa.n"
MORE MATCHES FOR "tazkira-e-yazdaa.n"
Ghazal
is tarah kar rahe hai.n 'razaa' kaa vo tazkira
KHaalii nahii.n hai tanz se husn-e-kalaam tak
Aal-e-Raza Raza
Ghazal
tauba kaa ehtiraam bajaa lekin ai 'rashiid'
paas-e-silaa-e-rahmat-e-yazdaa.n kiye hu.e
Rashid Shahjahanpuri
Nazm
zalzala
hairat-e-diid se a.ngusht-ba-dandaa.n thaa mai.n
shaahid-e-jalva-e-qahhaarii-e-yazdaa.n thaa mai.n
Shakeel Badayuni
Rubai
'abas hai shikva-e-taqdiir-e-yazdaa.n
tuu KHud taqdiir-e-yazdaa.n kyo.n nahii.n hai
Allama Iqbal
Ghazal
ham-kanaar-e-jalva-e-yazdaa.n hai meraa dil 'kamaal'
kaif-zaa hai.n raat kii tanhaa.iyaa.n mere liye
Zahida Kamal
Nazm
kab se mahw-e-safar ho
jaagtii raat kii tiirgii ko
kis tarah matl.a-e-nuur-e-yazdaa.n banaayaa
Sajida Zaidi
Ghazal
sipaah-e-hurmat-e-yazdaa.n KHariid saktaa huu.n
KHariid luu.ngaa to izzat nahii.n karuu.ngaa mai.n
Ali Sahil
Ghazal
Ali Sardar Jafri
Ghazal
bahlaa rahaa huu.n dil ko fareb-e-KHayaal se
ummiid-e-Gam-gusaarii-e-yaaraa.n kiye hu.e
Raz Chandpuri
Ghazal
mumkin hai abr-e-rahmat-e-yazdaa.n baras pa.De
zulfo.n kii chhaa.nv Daal ba.Dii tez dhuup hai