SEARCH RESULTS
Showing search results for "ahmad mushtaq"
Ghazal MATCHES FOR "ahmad mushtaq"
Ghazal
mil hii jaa.egaa kabhii dil ko yaqii.n rahtaa hai
vo isii shahr kii galiyo.n me.n kahii.n rahtaa hai
Ahmad Mushtaq
Ghazal
ek jugnuu kii chamak kaisii hai 'mushtaaq' ahmad
nuur mahruum ko.ii raat kaa maaraa samjhe
Mushtaq Ahmad Mushtaq
Ghazal
aaj ro kar to dikhaa.e ko.ii aisaa ronaa
yaad kar ai dil-e-KHaamosh vo apnaa ronaa
Ahmad Mushtaq
Ghazal
mil hii aate hai.n use aisaa bhii kyaa ho jaa.egaa
bas yahii naa dard kuchh dil kaa sivaa ho jaa.egaa
Ahmad Mushtaq
Ghazal
Ahmad Mushtaq
Ghazal
KHair auro.n ne bhii chaahaa to hai tujh saa honaa
ye alag baat ki mumkin nahii.n aisaa honaa
Ahmad Mushtaq
Ghazal
zindagii se ek din mausam KHafaa ho jaa.e.nge
ra.ng-e-gul aur buu-e-gul dono.n havaa ho jaa.e.nge
Ahmad Mushtaq
Ghazal
kaise unhe.n bhulaa.uu.n mohabbat jinho.n ne kii
mujh ko to vo bhii yaad hai.n nafrat jinho.n ne kii
Ahmad Mushtaq
Ghazal
chaa.nd us ghar ke dariicho.n ke baraabar aayaa
dil-e-mushtaaq Thahar jaa vahii manzar aayaa
Ahmad Mushtaq
Ghazal
chhaT gayaa abr shafaq khul ga.ii taare nikle
band kamro.n se tire dard ke maare nikle
Ahmad Mushtaq
Ghazal
kis shai pe yahaa.n vaqt kaa saaya nahii.n hotaa
ik KHvaab-e-mohabbat hai ki buu.Dhaa nahii.n hotaa
Ahmad Mushtaq
Ghazal
tham gayaa dard ujaalaa hu.aa tanhaa.ii me.n
barq chamkii hai kahii.n raat kii gahraa.ii me.n
Ahmad Mushtaq
Ghazal
chaa.nd bhii niklaa sitaare bhii baraabar nikle
mujh se achchhe to shab-e-Gam ke muqaddar nikle
Ahmad Mushtaq
Ghazal
paanii me.n aks aur kisii aasmaa.n kaa hai
ye naav kaun sii hai ye dariyaa kahaa.n kaa hai