SEARCH RESULTS
Showing search results for "badalne"
Ghazal MATCHES FOR "badalne"
Ghazal
kyaa raah badalne kaa gila ham-safaro.n se
jis rah se chale tere dar-o-baam hii aa.e
Ada Jafarey
Ghazal
kis naaz se kahte hai.n vo jhu.njhlaa ke shab-e-vasl
tum to hame.n karvaT bhii badalne nahii.n dete
Akbar Allahabadi
Ghazal
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Muztar Khairabadi
Ghazal
kahii.n na sab ko samundar bahaa ke le jaa.e
ye khel KHatm karo kashtiyaa.n badalne kaa
Shahryar
Ghazal
hijr ke doraahe par ek pal na Thahraa vo
raaste badalne me.n der kuchh to lagtii hai
Amjad Islam Amjad
Ghazal
tire badalne ke baa-vasf tujh ko chaahaa hai
ye e'tiraaf bhii shaamil mire gunaah me.n hai
Parveen Shakir
Ghazal
ko.ii nahii.n hai jo batlaa.e mere logo.n ko
havaa ke ruKH ke badalne se kyaa Gazab hogaa
Shahryar
Ghazal
Shakeel Azmi
Ghazal
mai.n is jahaan kii qismat badalne niklaa thaa
aur apne haath kaa likkhaa hii phaa.D aayaa huu.n
Jamal Ehsani
Ghazal
ma.aal-e-izzat-e-saadaat-e-ishq dekh ke ham
badal ga.e to badalne pe itnii hairat kyaa
Iftikhar Arif
Ghazal
ham ne haalaat badalne kii du.aa maa.ngii thii
ab badalte hu.e haalaat se Dar lagtaa hai
Yasir Khan Inam
Ghazal
havaa mahak uThii ra.ng-e-chaman badalne lagaa
vo mere saamne jab pairahan badalne lagaa
Parveen Shakir
Ghazal
mujhe bataa ko.ii tadbiir rut badalne kii
ki mai.n udaas huu.n ye jaantaa to mai.n bhii huu.n
Ashfaq Husain
Ghazal
kahaa.n pe chuuk hu.ii tere be-qaraaro.n se
zamaana duusrii karvaT badalne vaalaa thaa