SEARCH RESULTS
Showing search results for "cub"
Ghazal MATCHES FOR "cub"
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
shabnam isii junuu.n me.n azal se hai siina-kuub
KHurshiid kis maqaam pe miltaa hai raat se
Abdul Hamid Adam
Ghazal
siina bhii meraa haath bhii mere tumhe.n Garaz
zad-kuub apne siina ko kyuu.n kar rahaa huu.n mai.n
Khar Dehlavi
Ghazal
yak do gha.Dii jo kuub kiyaa kuchh ajab nahii.n
sab umr yuu.n sirii to kaho kis suu.n bolnaa
Qazi Mahmud Behri
Ghazal
na jaane kab tire dil par na.ii sii dastak ho
makaan KHaalii hu.aa hai to ko.ii aa.egaa
Bashir Badr
Ghazal
Parveen Shakir
Ghazal
maqaam 'faiz' ko.ii raah me.n jachaa hii nahii.n
jo kuu-e-yaar se nikle to suu-e-daar chale
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
teraa firaaq jaan-e-jaa.n aish thaa kyaa mire liye
ya.anii tire firaaq me.n KHuub sharaab pii ga.ii
Jaun Eliya
Ghazal
kuu-ba-kuu phail ga.ii baat shanaasaa.ii kii
us ne KHushbuu kii tarah merii paziiraa.ii kii
Parveen Shakir
Ghazal
ye qurb kyaa hai ki yak-jaa.n hu.e na duur rahe
hazaar ek hii qaalib me.n Dhal ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
kabhii to aasmaa.n se chaa.nd utre jaam ho jaa.e
tumhaare naam kii ik KHuub-suurat shaam ho jaa.e
Bashir Badr
Ghazal
mai.n aksar sochtaa huu.n phuul kab tak
shariik-e-girya-e-shabnam na ho.nge
Hafeez Hoshiarpuri
Ghazal
maslahat ne ajnabii ham ko banaayaa thaa 'adiim'
varna kab ik duusre ko ham ne pahchaanaa na thaa
Adeem Hashmi
Ghazal
dil phir tavaaf-e-kuu-e-malaamat ko jaa.e hai
pindaar kaa sanam-kada viiraa.n kiye hu.e
Mirza Ghalib
Ghazal
kitnaa hai bad-nasiib 'zafar' dafn ke liye
do gaz zamiin bhii na milii kuu-e-yaar me.n