SEARCH RESULTS
Showing search results for "daaman"
Ghazal MATCHES FOR "daaman"
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
raat mujrim thii daaman bachaa le ga.ii
din gavaaho.n kii saf me.n kha.Daa rah gayaa
Waseem Barelvi
Ghazal
phir bhar rahaa huu.n KHaama-e-mizhgaa.n ba-KHuun-e-dil
saaz-e-chaman taraazi-e-daamaa.n kiye hu.e
Mirza Ghalib
Ghazal
Qateel Shifai
Ghazal
ab ke havaa ke saath hai daaman-e-yaar muntazir
baanu-e-shab ke haath me.n rakhnaa sambhaal kar diyaa
Parveen Shakir
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
vo gul huu.n KHizaa.n ne jise barbaad kiyaa hai
uljhuu.n kisii daaman se mai.n vo KHaar nahii.n huu.n
Akbar Allahabadi
Ghazal
detaa huu.n tum ko KHushki-e-mizhgaa.n kii mai.n du.aa
matlab ye hai ki daaman-e-pur-nam mile tumhe.n
Jaun Eliya
Ghazal
vo phuul jo mire daaman se ho ga.e mansuub
KHudaa kare unhe.n baazaar kii havaa na lage
Qaisarul Jafri
Ghazal
mire daaman me.n sharaaro.n ke sivaa kuchh bhii nahii.n
aap phuulo.n ke KHariidaar nazar aate hai.n
Saghar Siddiqui
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
yaa rab hujuum-e-dard ko de aur vus.ate.n
daaman to kyaa abhii mirii aa.nkhe.n bhii nam nahii.n
Jigar Moradabadi
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
is bastii me.n kaun hamaare aa.nsuu po.nchhegaa
jo miltaa hai us kaa daaman bhiigaa lagtaa hai