SEARCH RESULTS
Showing search results for "kal"
Ghazal MATCHES FOR "kal"
Ghazal
Ibn-e-Insha
Ghazal
yaad use bhii ek adhuuraa afsaana to hogaa
kal raste me.n us ne ham ko pahchaanaa to hogaa
Javed Akhtar
Ghazal
aisaa hai ki sab KHvaab musalsal nahii.n hote
jo aaj to hote hai.n magar kal nahii.n hote
Ahmad Faraz
Ghazal
itnaa to zindagii me.n kisii ke KHalal pa.De
ha.nsne se ho sukuun na rone se kal pa.De
Kaifi Azmi
Ghazal
jis sar ko Guruur aaj hai yaa.n taaj-varii kaa
kal us pe yahii.n shor hai phir nauhagarii kaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
'ajiib saaneha mujh par guzar gayaa yaaro
mai.n apne saa.e se kal raat Dar gayaa yaaro
Shahryar
Ghazal
kal ke liye kar aaj na KHissat sharaab me.n
ye suu-e-zan hai saaqi-e-kausar ke baab me.n
Mirza Ghalib
Ghazal
ham tum me.n kal duurii bhii ho saktii hai
vaj.h ko.ii majbuurii bhii ho saktii hai
Bedil Haidari
Ghazal
kal jahaa.n diivaar thii hai aaj ik dar dekhiye
kyaa samaa.ii thii bhalaa diivaane ke sar dekhiye
Javed Akhtar
Ghazal
mai.n ne kal KHvaab me.n aa.inda ko chalte dekhaa
rizq aur ishq ko ik ghar se nikalte dekhaa
Azm Bahzad
Ghazal
aur kyaa aaKHir tujhe ai zindagaanii chaahiye
aarzuu kal aag kii thii aaj paanii chaahiye
Madan Mohan Danish
Ghazal
aaj kii raat bhii guzrii hai mirii kal kii tarah
haath aa.e na sitaare tire aa.nchal kii tarah
Ameer Qazalbash
Ghazal
kal ham ne bazm-e-yaar me.n kyaa kyaa sharaab pii
sahraa kii tishnagii thii so dariyaa sharaab pii
Ahmad Faraz
Ghazal
mai.n kal tanhaa thaa KHilqat so rahii thii
mujhe KHud se bhii vahshat ho rahii thii
Mohsin Naqvi
Ghazal
tum gul the ham nikhaar abhii kal kii baat hai
ham se thii sab bahaar abhii kal kii baat hai
Kaleem Aajiz
Ghazal
kal mai.n inhii rasto.n se guzraa to bahut royaa
sochii hu.ii baato.n ko sochaa to bahut royaa
Khursheed Rizvi
Ghazal
dariyaa ne kal jo chup kaa libaada pahan liyaa
pyaaso.n ne apne jism pe sahraa pahan liyaa
Bedil Haidari
Ghazal
un kii be-ruKHii me.n bhii iltifaat shaamil hai
aaj kal mirii haalat dekhne ke qaabil hai