SEARCH RESULTS
Showing search results for "baat"
Nazm MATCHES FOR "baat"
Nazm
shikwa
jur.at-aamoz mirii taab-e-suKHan hai mujh ko
shikva allaah se KHaakam-ba-dahan hai mujh ko
Allama Iqbal
Nazm
jawab-e-shikwa
dil se jo baat nikaltii hai asar rakhtii hai
par nahii.n taaqat-e-parvaaz magar rakhtii hai
Allama Iqbal
Nazm
dastur
zulm kii baat ko jahl kii raat ko
mai.n nahii.n maantaa mai.n nahii.n jaantaa
Habib Jalib
Nazm
mohabbat ho gai tum se
tumhe.n ik baat kahnii thii
ijaazat ho to kah duu.n mai.n
Zubair Ali Tabish
Nazm
nisar main teri galiyon ke
hai ahl-e-dil ke liye ab ye nazm-e-bast-o-kushaad
ki sa.ng-o-KHisht muqayyad hai.n aur sag aazaad
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
itna malum hai!
merii har dost se us ne yahii puuchhaa hogaa
kyuu.n nahii.n aa.ii vo kyaa baat hu.ii hai aaKHir
Parveen Shakir
Nazm
tarana-e-hindi
kuchh baat hai ki hastii miTtii nahii.n hamaarii
sadiyo.n rahaa hai dushman daur-e-zamaa.n hamaaraa
Allama Iqbal
Nazm
mujhse pahli si mohabbat meri mahbub na mang
resham o atlas o kamKHaab me.n bunvaa.e hu.e
jaa-ba-jaa bikte hu.e kuucha-o-baazaar me.n jism
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
andesha
baat niklegii to phir duur talak jaa.egii
log be-vaj.h udaasii kaa sabab puuchhe.nge