Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER
Khalid Ahmad's Photo'

Khalid Ahmad

1944 - 2013 | Lahore, Pakistan

Famous for bringing new emotions and a progressive approach to the Gazal

Famous for bringing new emotions and a progressive approach to the Gazal

Sher of Khalid Ahmad

tark-e-ta.alluqāt pe royā na na maiñ

lekin ye kyā ki chain se soyā na na maiñ

tark-e-talluqat pe roya na tu na main

lekin ye kya ki chain se soya na tu na main

vo galī ham se chhūTtī nahīñ

kyā kareñ aas TūTtī nahīñ

wo gali hum se chhuTti hi nahin

kya karen aas TuTti hi nahin

qumqumoñ tarah qahqahe jal bujhe

mez par chaa.e pyāliyāñ rah ga.iiñ

qumqumon ki tarah qahqahe jal bujhe

mez par chae ki pyaliyan rah gain

qumqumoñ tarah qahqahe jal bujhe

mez par chaa.e pyāliyāñ rah ga.iiñ

qumqumon ki tarah qahqahe jal bujhe

mez par chae ki pyaliyan rah gain

phuul se baas judā fikr se ehsās judā

fard se TuuT ga.e fard qabīle na rahe

phul se bas juda fikr se ehsas juda

fard se TuT gae fard qabile na rahe

Recitation

Speak Now