aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere
1932 - 2016 | Khyber Pakhtunkhwa, Pakistan
Poet, Researcher and Translator/Known for Urdu translation of Ghalib’s Persian letters.
vaqt ne sab bhulā diyā 'partav'
ishq kyā shai hai āshiqī kyā hai
waqt ne sab bhula diya 'partaw'
ishq kya shai hai aashiqi kya hai
aañkh se ojhal ho aur TuuTe parbat jaisī priit
muñh dekhe kī yaarī 'partav' shīshe kī sī priit
aankh se ojhal ho aur TuTe parbat jaisi prit
munh dekhe ki yari 'partaw' shishe ki si prit
tere milan kā sukh na paayā piit huī janjāl
sājan mere man meñ dhaḌke birhā kā ghaḌiyāl
tere milan ka sukh na paya pit hui janjal
sajan mere man mein dhaDke birha ka ghaDiyal
sājan tum to aap hī bhūle apne priit ke bol
ab maiñ kis ke dvāre jā.ūñ le chāhat kashkol
sajan tum to aap hi bhule apne prit ke bol
ab main kis ke dware jaun le chahat kashkol
Aawaz
1991
Baare Ghalib Ka Kuch Bayan Hojay
2012
Ghalib Aur Ghamgeen Ke Farsi Maktoobat
Intihaa-e-Shab
2008
Kulliyat-e-Maktoobat-e-Farsi Ghalib
2010
Kulliyat-e-Maktubat-e-Farsi-e-Ghalib
Mushkilat-e-Ghalib
Mutafarreqat-e-Ghalib
2005
Mutafarriqat-e-Ghalib
Nawa-e-Shab
1986
You have exhausted 5 free content pages per year. Register and enjoy UNLIMITED access to the whole universe of Urdu Poetry, Rare Books, Language Learning, Sufi Mysticism, and more.
Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
Online Treasure of Sufi and Sant Poetry
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online
Best of Urdu & Hindi Books