Sher of Raakesh ulfat
tumhāre hisse ke jitne bhī ġham haiñ maiñ le luuñ
mire nasīb kī har ik ḳhushī mile tum ko
tumhaare hisse ke jitne bhi gham hain main le lun
mere nasib ki har ek KHushi mile tum ko
paanī hilā nahīñ hai abhī bhī hai juuñ kā tuuñ
patthar to ek pheñk ke dekhā zarūr hai
pani hila nahin hai abhi bhi hai jun ka tun
patthar to ek phenk ke dekha zarur hai
mirā faḳhr-e-hayātī aaj bhī kirdār hai merā
isī nag se muzayyan turra-e-dastār hai merā
mera faKHr-e-hayati aaj bhi kirdar hai mera
isi nag se muzayyan turra-e-dastar hai mera
-
Share this
- See Ghazal
- Critique
- Comments
- Download