Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER
noImage

Rasa Rampuri

1870 - 1913 | Rampur, India

Rasa Rampuri

Ghazal 14

Sher-o-Shayari 4

vo ḳhush kisī ke saath haiñ nā-ḳhush kisī ke saath

har aadmī baat hai har aadmī ke saath

wo KHush kisi ke sath hain na-KHush kisi ke sath

har aadmi ki baat hai har aadmi ke sath

ba.ad-e-fanā bhī ḳhair se tanhā nahīñ haiñ ham

bandoñ se chhuT ga.e to farishtoñ meñ aa mile

baad-e-fana bhi KHair se tanha nahin hain hum

bandon se chhuT gae to farishton mein aa mile

aa.e agar qayāmat to dhajjiyāñ uḌā deñ

phirte haiñ justujū meñ fitne tirī galī ke

aae agar qayamat to dhajjiyan uDa den

phirte hain justuju mein fitne teri gali ke

baḌī dhuum se dāvat ho phir to zāhid

ye mai jo chaar ghaḌī ko halāl ho jaa.e

baDi hi dhum se dawat ho phir to zahid ki

ye mai jo chaar ghaDi ko halal ho jae

  • Share this

More Poets From "Rampur"

Recitation

Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

GET YOUR PASS
Speak Now