Sher of Rauf Raza
yūñhī hañste hue chhoḌeñge ġhazal kī mahfil
ek aañsū se ziyāda koī rone kā nahīñ
yunhi hanste hue chhoDenge ghazal ki mahfil
ek aansu se ziyaada koi rone ka nahin
vo jo ik shaḳhs tumheñ yaad kiyā kartā thā
aaj masrūf bahut hai use tum yaad karo
wo jo ek shaKHs tumhein yaad kiya karta tha
aaj masruf bahut hai use tum yaad karo
vo ye kahte haiñ sadā ho to tumhāre jaisī
is kā matlab to yahī hai ki pukāre jaao
wo ye kahte hain sada ho to tumhaare jaisi
is ka matlab to yahi hai ki pukare jao
-
Share this
- See Ghazal
- Critique
- Comments
- Download
jo bhī kuchh achchhā burā honā hai jaldī ho jaa.e
shahr jaage yā mirī niind hī gahrī ho jaa.e
TRANSLATION
Whatever is to happen should happen soon, good or bad either,
The city may awake, or else I may have a deep slumber.
Sagar Akbarabadi
jo bhi kuchh achchha bura hona hai jaldi ho jae
shahr jage ya meri nind hi gahri ho jae
TRANSLATION
Whatever is to happen should happen soon, good or bad either,
The city may awake, or else I may have a deep slumber.
Sagar Akbarabadi
-
Share this
- See Ghazal
- Critique
- Comments
- Download