Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER
Ravish Siddiqi's Photo'

Ravish Siddiqi

1909 - 1971 | Shahjahanpur, India

Prominent popular poet of semi-classical style

Prominent popular poet of semi-classical style

Ravish Siddiqi

Ghazal 45

Nazm 3

 

Sher-o-Shayari 18

dard ālūda-e-darmāñ thā 'ravish'

dard ko dard banāyā ham ne

dard aaluda-e-darman tha 'rawish'

dard ko dard banaya hum ne

hazār husn dil-ārā-e-do-jahāñ hotā

nasīb ishq na hotā to rā.egāñ hotā

hazar husn dil-ara-e-do-jahan hota

nasib ishq na hota to raegan hota

  • Share this

hazār ruḳh tire milne ke haiñ na milne meñ

kise firāq kahūñ aur kise visāl kahūñ

hazar ruKH tere milne ke hain na milne mein

kise firaq kahun aur kise visal kahun

jo raah ahl-e-ḳhirad ke liye hai lā-mahdūd

junūn-e-ishq meñ vo chand gaam hotī hai

jo rah ahl-e-KHirad ke liye hai la-mahdud

junun-e-ishq mein wo chand gam hoti hai

  • Share this

ḳhūn-e-dil sarf kar rahā huuñ 'ravish'

ḳhuub se naqsh-e-ḳhūb-tar ke liye

KHun-e-dil sarf kar raha hun 'rawish'

KHub se naqsh-e-KHub-tar ke liye

  • Share this

BOOKS 12

Audios 4

kyaa sitam kar ga.ii ai dost tirii chashm-e-karam

naqaab-e-shab me.n chhup kar kis kii yaad aa.ii samajhte hai.n

ra.ng par jab vo bazm-e-naaz aa.ii

Recitation

RELATED Poets

More Poets From "Shahjahanpur"

Recitation

Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

Get Tickets
Speak Now