Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER
Riyaz Latif's Photo'

Riyaz Latif

1964 | Pune, India

One of the most prominent post-modern poets, living in Gujrat.

One of the most prominent post-modern poets, living in Gujrat.

Riyaz Latif

Ghazal 22

Nazm 17

Sher-o-Shayari 7

yahīñ par ḳhatm honī chāhiye thī ek duniyā

yahīñ se baat āġhāz honā chāhiye thā

yahin par KHatm honi chahiye thi ek duniya

yahin se baat ka aaghaz hona chahiye tha

kisī ne ham ko atā nahīñ hamārī gardish hai apnī gardish

ḳhud apnī marzī se is jahāñ ragoñ meñ girdāb ham hue haiñ

kisi ne hum ko ata nahin ki hamari gardish hai apni gardish

KHud apni marzi se is jahan ki ragon mein girdab hum hue hain

zamīn phail ga.ī hai hamārī ruuh talak

jahāñ shor ab andar sunā.ī detā hai

zamin phail gai hai hamari ruh talak

jahan ka shor ab andar sunai deta hai

ḳhudā ḳhamoshī meñ shāyad ho us vajūd

zamāna huā naam apnā pukāre hue

KHuda ki KHamoshi mein shayad ho us ka wajud

zamana hua nam apna pukare hue

baad meñ rakhe sarāboñ ke dayāroñ meñ qadam

pahle vo saañs sarhad pe to aa kar dekhe

baad mein rakhe sarabon ke dayaron mein qadam

pahle wo sans ki sarhad pe to aa kar dekhe

BOOKS 4

 

Videos 5

This video is playing from YouTube

Playing videos from section
Poet reciting own poetry

Riyaz Latif

Riaz Latif

Riyaz Latif, visiting Lecturer at Wellesley college in USA. Riaz latif reciting is his poetry at Rekhta. Riyaz Latif

Riyaz Latif

Riyaz Latif, visiting Lecturer at Wellesley college in USA. Riaz latif reciting is his poetry at Rekhta. Riyaz Latif

mai.n vahaa.n huu.n ki nahii.n chaahe to jaa kar dekhe

Riyaz Latif

mustaqbil kii aa.nkh

mere maazii kii aa.nkh mustaqbil Riyaz Latif

Audios 12

duniyaa se pare jism ke is baab me.n aa.e

Gaibii duniyaa.o.n se tanhaa kyuu.n aataa hai

guzar chuke hai.n badan se aage najaat kaa KHvaab ham hu.e hai.n

Recitation

More Poets From "Pune"

Recitation

Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

GET YOUR PASS
Speak Now