aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere
Canada
mujhe bhī haq hai miTā duuñ nasīb kī syāhī
maiñ apne hisse kī ḳhushiyāñ kisī pe vārūñ kyoñ
mujhe bhi haq hai miTa dun nasib ki syahi
main apne hisse ki KHushiyan kisi pe warun kyon
chalā gayā jo mujhe chhoḌ kar na jaane kahāñ
maiñ us ke naam pe ye zindagī guzārūñ kyoñ
chala gaya jo mujhe chhoD kar na jaane kahan
main us ke nam pe ye zindagi guzarun kyon
You have exhausted 5 free content pages per year. Register and enjoy UNLIMITED access to the whole universe of Urdu Poetry, Rare Books, Language Learning, Sufi Mysticism, and more.
Rekhta Gujarati Utsav I Vadodara - 5th Jan 25 I Mumbai - 11th Jan 25 I Bhavnagar - 19th Jan 25
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
Online Treasure of Sufi and Sant Poetry
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online
Best of Urdu & Hindi Books