aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere
Showing search results for ",arm"
sarfaroshii kii tamannaa ab hamaare dil me.n haidekhnaa hai zor kitnaa baazuu-e-qaatil me.n hai
nii.nd us kii hai dimaaG us kaa hai raate.n us kii hai.nterii zulfe.n jis ke baazuu par pareshaa.n ho ga.ii.n
bhulaa hii baiThe jab ahl-e-haram to ai 'majruuh'baGal me.n ham bhii liye ik sanam kaa haath chale
daa.e.n baazuu me.n ga.Daa tiir nahii.n khii.nch sakaais liye KHol se shamshiir nahii.n khii.nch sakaa
kyaa ta.ammul hai mire qatl me.n ai baazuu-e-yaarek hii vaar me.n sar tan se judaa rakkhaa hai
use kah do ki ye uu.nchaa.iyaa.n mushkil se miltii hai.nvo suuraj ke safar me.n mom ke baazuu lagaataa hai
ai aarzuu shahiid-e-vafaa KHuu.n-bahaa na maa.ngjuz bahr-e-dast-o-baazu-e-qaatil du.aa na maa.ng
ik gardan-e-maKHluuq jo har haal me.n KHam haiik baazuu-e-qaatil hai ki KHuu.n-rez bahut hai
mai.n pahle bose se naa-aashnaa rakhuu.ngaa tumhe.nphir is ke baa'd tumhe.n duusraa nahii.n duu.ngaa
vo bevafaa.ii kaa iz.haar yuu.n bhii kartaa haiparinde maar ke baazuu nikaal letaa hai
Jashn-e-Rekhta 10th Edition | 5-6-7 December Get Tickets Here
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
Online Treasure of Sufi and Sant Poetry
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online
Best of Urdu & Hindi Books