SEARCH RESULTS
Showing search results for ",xAt"
MOST RELEVANT MATCHES FOR ",xat"
Ghazal
KHat aisaa likhaa hai ki nagiine se ja.De hai.n
vo haath ki jis ne ko.ii zevar nahii.n dekhaa
Bashir Badr
Ghazal
Mirza Ghalib
Nazm
shikwa
tujh ko ma.aluum hai letaa thaa ko.ii naam tiraa
quvvat-e-baazu-e-muslim ne kiyaa kaam tiraa
Allama Iqbal
MORE MATCHES FOR ",xat"
Sher
umr-e-daraaz maa.ng ke laa.ii thii chaar din
do aarzuu me.n kaT ga.e do intizaar me.n
Seemab Akbarabadi
Sher
Garaz ki kaaT diye zindagii ke din ai dost
vo terii yaad me.n ho.n yaa tujhe bhulaane me.n
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
kaT mare apne qabiile kii hifaazat ke liye
maqtal-e-shahr me.n Thahre rahe jumbish nahii.n kii
Ahmad Faraz
Ghazal
Tahzeeb Hafi
Ghazal
Gair phirtaa hai liye yuu.n tire KHat ko ki agar
ko.ii puuchhe ki ye kyaa hai to chhupaa.e na bane
Mirza Ghalib
Ghazal
dil-e-naadaa.n na dha.Dak ai dil-e-naadaa.n na dha.Dak
ko.ii KHat le ke pa.Dosii ke ghar aayaa hogaa
Kaif Bhopali
Ghazal
fareb de ke tiraa jism jiit luu.n lekin
mai.n pe.D kaaT ke kashtii nahii.n banaa.uu.ngaa