SEARCH RESULTS
Showing search results for "محرم"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "محرم"
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
dayaar-e-Gair me.n mahram agar nahii.n ko.ii
to 'faiz' zikr-e-vatan apne ruu-ba-ruu hii sahii
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
is shahr-e-hiila-juu me.n jo mahram mile mujhe
fariyaad jaan-e-jaa.n vahii mahram mile tumhe.n
Jaun Eliya
Ghazal
har ajnabii hame.n mahram dikhaa.ii detaa hai
jo ab bhii terii galii se guzarne lagte hai.n
Faiz Ahmad Faiz
PAGE MATCHES FOR "محرم"
MORE MATCHES FOR "محرم"
Nazm
tarana-e-hindi
'iqbaal' ko.ii mahram apnaa nahii.n jahaa.n me.n
maaluum kyaa kisii ko dard-e-nihaa.n hamaaraa
Allama Iqbal
Short story
Saadat Hasan Manto
Marsiya
vo hashr tak husain ke maatam me.n ro.e.nge
hogaa ayaa.n falak pe moharram kaa jab hilaal
Meer Anees
Nazm
lenin
mahram nahii.n fitrat ke suruud-e-azlii se
biinaa-e-kavaakib ho ki daanaa-e-nabaataat
Allama Iqbal
Nazm
walida marhuma ki yaad mein
par tirii tasviir qaasid girya-e-paiham kii hai
aah ye tardiid merii hikmat-e-mohkam kii hai
Allama Iqbal
Ghazal
sab raaz ta.ashshuq'' se bayaa.n hote the dil ke
pahle tire ik mahram-e-asraar hamii.n the




