SEARCH RESULTS
Showing search results for "ہیر"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "ہیر"
Ghazal
sunaa hai us ko bhii hai sher o shaa.irii se shaGaf
so ham bhii mo.ajize apne hunar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
ik 'umr se huu.n lazzat-e-girya se bhii mahruum
ai raahat-e-jaa.n mujh ko rulaane ke liye aa
Ahmad Faraz
PAGE MATCHES FOR "ہیر"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "ہیر"
Ghazal
aa.nkho.n me.n rahaa dil me.n utar kar nahii.n dekhaa
kashtii ke musaafir ne samundar nahii.n dekhaa
Bashir Badr
Nazm
ye baat samajh mein aai nahin
ye baat samajh me.n aa.ii nahii.n
aur ammii ne samjhaa.ii nahii.n
Ahmad Hatib Siddiqi
Hindi Ghazal
zaraa saa taur-tariiqo.n me.n her-pher karo
tumhaare haath me.n collar ho aastiin nahii.n
Dushyant Kumar
Ghazal
dono.n jahaan terii mohabbat me.n haar ke
vo jaa rahaa hai ko.ii shab-e-Gam guzaar ke
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
judaa hai hiir se raa.njhaa ka.ii zamaano.n se
na.e sire se kahaanii ko phir likhaa jaa.e