ALL
Profile
Ghazal46
Sher126
E-book49
TOP 20 SHAYARI 20
Image Shayari22
Audio7
Video18
Rubai6
Blog1
Naat5
Hamd1
Ameer Minai
Ghazal 46
Sher-o-Shayari 126
Rubai 6
Naat 5
Hamd 1
BOOKS 49
Image Shayari 22
us kii hasrat hai jise dil se miTaa bhii na sakuu.n Dhuu.nDne us ko chalaa huu.n jise paa bhii na sakuu.n Daal ke KHaak mere KHuun pe qaatil ne kahaa kuchh ye meh.ndii nahii.n merii ki chhupaa bhii na sakuu.n zabt kam-baKHt ne yaa.n aa ke galaa gho.nTaa hai ki use haal sunaa.uu.n to sunaa bhii na sakuu.n naqsh-e-paa dekh to luu.n laakh karuu.ngaa sajde sar miraa arsh nahii.n hai jo jhukaa bhii na sakuu.n bevafaa likhte hai.n vo apne qalam se mujh ko ye vo qismat kaa likhaa hai jo miTaa bhii na sakuu.n is tarah so.e hai.n sar rakh ke mire zaanuu par apnii so.ii hu.ii qismat ko jagaa bhii na sakuu.n
Audios 7
ha.ns ke farmaate hai.n vo dekh ke haalat merii
jab se baa.ndhaa hai tasavvur us ruKH-e-pur-nuur kaa
achchhe iisaa ho mariizo.n kaa KHayaal achchhaa hai
More Poets From "Hyderabad"
-
Mirza Ghalib
-
Dagh Dehlvi
-
Akbar Allahabadi
-
Momin Khan Momin
-
Shaikh Ibrahim Zauq
-
Sahir Ludhianvi
-
Riyaz Khairabadi
-
Bahadur Shah Zafar
-
Ahmad Faraz
-
Altaf Hussain Hali
-
Faiz Ahmad Faiz
-
Jaun Eliya
-
Bashir Badr
-
Shakeel Badayuni
-
Lala Madhav Ram Jauhar
-
Hafeez Jaunpuri
-
Allama Iqbal
-
Unknown
-
Qateel Shifai
-
Meer Taqi Meer