SEARCH RESULTS
Showing search results for "नामा-ए-आमाल"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "नामा-ए-आमाल"
Mazahiya Shayari
apnaa to KHair naama-e-a.amaal le ga.e
jis jis ke jo bhii haath lagaa maal le ga.e
Zafar Iqbal
Ghazal
siyaah naama-e-a.amaal ik bahaana thaa
kisii tariiqe se maqsad mujhe jalaanaa thaa
Badiuzzaman Khawar
Sher
daavar-e-hashr miraa naama-e-a.amaal na dekh
is me.n kuchh parda-nashiino.n ke bhii naam aate hai.n
Mohammad Deen Taseer
MORE MATCHES FOR "नामा-ए-आमाल"
Sher
jab mai.n kahtaa huu.n ki yaa allaah meraa haal dekh
hukm hotaa hai ki apnaa naama-e-aamaal dekh
Akbar Allahabadi
Sher
musta.id huu.n tire zulfo.n kii siyaahii le kar
safha-e-naama-e-aamaal kuu.n kaalaa karne
Siraj Aurangabadi
Ghazal
haa.n kaatibaan-e-naama-e-a.amaal ko thii kad
kuchh aur merii fard me.n tahriir kar ga.e
Sahba Waheed
Tanz-o-Mazah
Muhiyy-ul-Haq Farooqi
Ghazal
din judaa.ii kaa qayaamat se nahii.n kam har-chand
biim-e-pursish na Gam-e-naama-e-aamaal hai aaj