SEARCH RESULTS
Showing search results for "हात"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "हात"
Nazm
yaad
is qadar pyaar se ai jaan-e-jahaa.n rakkhaa hai
dil ke ruKHsaar pe is vaqt tirii yaad ne haat
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Faiz Ahmad Faiz
Sher
du.aa ko haat uThaate hu.e laraztaa huu.n
kabhii du.aa nahii.n maa.ngii thii maa.n ke hote hu.e
Iftikhar Arif
PAGE MATCHES FOR "हात"
MORE MATCHES FOR "हात"
Ghazal
KHat aisaa likhaa hai ki nagiine se ja.De hai.n
vo haath ki jis ne ko.ii zevar nahii.n dekhaa
Bashir Badr
Ghazal
saa.nso.n me.n ghul rahii hai kisii saa.ns kii mahak
daaman ko chhuu rahaa hai ko.ii haat kyaa kare.n
Sahir Ludhianvi
Ghazal
dono.n jahaan terii mohabbat me.n haar ke
vo jaa rahaa hai ko.ii shab-e-Gam guzaar ke
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
mauzu-e-suKHan
aur mushtaaq nigaaho.n kii sunii jaa.egii
aur un haatho.n se mas ho.nge ye tarse hu.e haat
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
kuchh is tarah se mile.n ham ki baat rah jaa.e
bichha.D bhii jaa.e.n to haatho.n me.n haat rah jaa.e
Shakeel Azmi
Nazm
ramaen ka ek sin
dekhaa to ek dar me.n hai baiThii vo KHasta-haal
saktaa saa ho gayaa hai ye hai shiddat-e-malaal
Chakbast Braj Narayan
Nazm
hubb-e-watan
tum har ik haal me.n ho yuu.n to aziiz
the vatan me.n magar kuchh aur hii chiiz