SEARCH RESULTS
Showing search results for "gaur"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "gaur"
Ghazal
Saleem Kausar
PAGE MATCHES FOR "gaur"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "gaur"
Sher
aap ne tasviir bhejii mai.n ne dekhii Gaur se
har adaa achchhii KHamoshii kii adaa achchhii nahii.n
Jaleel Manikpuri
Ghazal
kuchh itne Gaur se dekhaa charaaG jaltaa hu.aa
ki mai.n charaaG ke andar dikhaa.ii dene lagaa
Shaheen Abbas
Ghazal
kuchh dekh rahe hai.n dil-e-bismil kaa ta.Dapnaa
kuchh Gaur se qaatil kaa hunar dekh rahe hai.n
Dagh Dehlvi
Sher
ko.ii bhuulaa hu.aa chehra nazar aa.e shaayad
aa.iina Gaur se tuu ne kabhii dekhaa hii nahii.n
Shakeb Jalali
Ghazal
zehn ke pardo.n pe manzil ke hayuule na banaa
Gaur se dekhtaa jaa raah me.n aataa kyaa hai
Shahzad Ahmad
Marsiya
gar Gaur kiijiye to vahii ek nuur thaa
masruuf-e-vaaz-o-pand the sultaan-e-mashriqain
Meer Anees
Sher
ek muddat se KHayaalo.n me.n basaa hai jo shaKHs
Gaur karte hai.n to us kaa ko.ii chehra bhii nahii.n