SEARCH RESULTS
Showing search results for "gaur"
Ghazal MATCHES FOR "gaur"
Ghazal
Saleem Kausar
Ghazal
Tahzeeb Hafi
Ghazal
kuchh itne Gaur se dekhaa charaaG jaltaa hu.aa
ki mai.n charaaG ke andar dikhaa.ii dene lagaa
Shaheen Abbas
Ghazal
kuchh dekh rahe hai.n dil-e-bismil kaa ta.Dapnaa
kuchh Gaur se qaatil kaa hunar dekh rahe hai.n
Dagh Dehlvi
Ghazal
zehn ke pardo.n pe manzil ke hayuule na banaa
Gaur se dekhtaa jaa raah me.n aataa kyaa hai
Shahzad Ahmad
Ghazal
Gaur se dekhte hai.n tauf ko aahu-e-haram
kyaa kahe.n us ke sag-e-kuucha ke qurbaa.n ho.nge
Momin Khan Momin
Ghazal
merii haalat dekhiye aur un kii suurat dekhiye
phir nigaah-e-Gaur se qaanuun-e-qudrat dekhiye
Josh Malihabadi
Ghazal
sunte hai.n sabhii Gaur se aavaaz-e-jaras ko
manzil kii taraf ko.ii ravaana nahii.n hotaa
Shahryar
Ghazal
Qateel Shifai
Ghazal
Qamar Jalalvi
Ghazal
zariif abruu Gazab Gamza Gussa Gaur Gazal
ghamanD qaus qazaa ishq tanz niim saKHii
Shahzad Qais
Ghazal
Fana Nizami Kanpuri
Ghazal
jo aa rahii hai sadaa Gaur se suno us ko
ki is sadaa me.n KHudaa boltaa saa lagtaa hai