SEARCH RESULTS
Showing search results for "nigah"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "nigah"
Ghazal
bas ik nigaah se luTtaa hai qaafila dil kaa
so rah-ravaan-e-tamannaa bhii Dar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
baar baar uThnaa usii jaanib nigaah-e-shauq kaa
aur tiraa Gurfe se vo aa.nkhe.n la.Daanaa yaad hai
Hasrat Mohani
PAGE MATCHES FOR "nigah"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "nigah"
Ghazal
nigah-e-yaar ko ab kyuu.n hai taGaaful ai dil
vo tire haal se Gaafil kabhii aisii to na thii
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
Allama Iqbal
Sher
faqat nigaah se hotaa hai faisla dil kaa
na ho nigaah me.n shoKHii to dilbarii kyaa hai
Allama Iqbal
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
dau.De hai phir har ek gul-o-laala par KHayaal
sad-gulsitaa.n nigaah kaa saamaa.n kiye hu.e
Mirza Ghalib
Ghazal
nahii.n nigaah me.n manzil to justujuu hii sahii
nahii.n visaal mayassar to aarzuu hii sahii