SEARCH RESULTS
Showing search results for "zaahid"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "zaahid"
PAGE MATCHES FOR "zaahid"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "zaahid"
Sher
zaahid sharaab piine se kaafir hu.aa mai.n kyuu.n
kyaa De.Dh chulluu paanii me.n iimaan bah gayaa
Shaikh Ibrahim Zauq
Sher
ek ho jaa.e.n to ban sakte hai.n KHurshiid-e-mubii.n
varna in bikhre hu.e taaro.n se kyaa kaam bane
Abul Mujahid Zahid
Ghazal
Jigar Moradabadi
Ghazal
saum zaahid ko mubaarak rahe aabid ko salaat
aasiyo.n ko tirii rahmat pe bharosaa karnaa
Hasrat Mohani
Nazm
shikast-e-tauba
zaahid! ye terii shoKHii-e-rindaana dekhnaa
rahmat ko baato.n baato.n me.n bahlaa ke pii gayaa
Jigar Moradabadi
Sher
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
zaahid ye zohd-o-taqvaa-o-parhez kii ravish
mai.n KHuub jaantaa huu.n mujhe maar diijiye
Ahmad Farhad
Sher
aql ayyaar hai sau bhes badal letii hai
ishq bechaara na zaahid hai na mullaa na hakiim
Allama Iqbal
Ghazal
tark-e-duniyaa kaa ye daavaa hai fuzuul ai zaahid
baar-e-hastii to zaraa sar se utaaraa hotaa
Akhtar Shirani
Ghazal
huuro.n kii talab aur mai o saaGar se hai nafrat
zaahid tire irfaan se kuchh bhuul hu.ii hai














