SEARCH RESULTS
Showing search results for "zaahid"
Ghazal MATCHES FOR "zaahid"
Ghazal
zaahid na kah burii ki ye mastaane aadmii hai.n
tujh ko lipaT pa.De.nge diivaane aadmii hai.n
Dagh Dehlvi
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
rind-e-KHaraab-haal ko zaahid na chhe.D tuu
tujh ko paraa.ii kyaa pa.Dii apnii nabe.D tuu
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
yaad hai shaadii me.n bhii ha.ngaama-e-yaa-rab mujhe
sub.ha-e-zaahid hu.aa hai KHanda zer-e-lab mujhe
Mirza Ghalib
Ghazal
iimaan kii laGzish kaa imkaan are tauba
bad-chalnii me.n zaahid kaa chaalaan are tauba
Shauq Bahraichi
Ghazal
etakaaf me.n zaahid mu.nh chhupaa.e baiThaa hai
Gaaliban zamaane se maat khaa.e baiThaa hai
Kaif Bhopali
Ghazal
vaa.iz hai na zaahid hai naaseh hai na qaatil hai
ab shahr me.n yaaro.n kii kis tarah basar hogii
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
ga.e hosh tere zaahid jo vo chashm-e-mast dekhii
mujhe kyaa ulaT na dete jo na baada-KHvaar hotaa
Dagh Dehlvi
Ghazal
zaahid asiir-e-gesuu-e-jaanaa.n na ho sakaa
jo mutma.in hu.aa vo pareshaa.n na ho sakaa
Nushur Wahidi
Ghazal
kahnaa tire mu.nh par to nipaT be-adabii hai
zaahid jo sifat tujh me.n hai sozan-e-jalabii hai
Meer Taqi Meer
Ghazal
ye nazm-e-gurezaa.n hai barham-zadanii pahle
zaahid kii kii taraf se ho tauba-shikanii pahle
Nushur Wahidi
Ghazal
tariiqat me.n agar zaahid mujhe gumraah jaane hai
mire dil kii haqiiqat ko miraa allaah jaane hai
Shaikh Zahuruddin Hatim
Ghazal
Kunwar Mahendra Singh Bedi Sahar
Ghazal
Jigar Moradabadi
Ghazal
zaahid ke dil me.n but hai musalmaa.n nahii.n rahaa
ye barhaman hai saahab-e-iimaa.n nahii.n rahaa