SEARCH RESULTS
Showing search results for ",D6R"
Ghazal MATCHES FOR ",D6r"
Ghazal
bas ik nigaah se luTtaa hai qaafila dil kaa
so rah-ravaan-e-tamannaa bhii Dar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
aaj ham daar pe khii.nche ga.e jin baato.n par
kyaa ajab kal vo zamaane ko nisaabo.n me.n mile.n
Ahmad Faraz
Ghazal
maqaam 'faiz' ko.ii raah me.n jachaa hii nahii.n
jo kuu-e-yaar se nikle to suu-e-daar chale
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
aa.nkh se duur na ho dil se utar jaa.egaa
vaqt kaa kyaa hai guzartaa hai guzar jaa.egaa
Ahmad Faraz
Ghazal
Shakeel Badayuni
Ghazal
judaa.iyaa.n to muqaddar hai.n phir bhii jaan-e-safar
kuchh aur duur zaraa saath chal ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
sar se paa tak vo gulaabo.n kaa shajar lagtaa hai
baa-vazuu ho ke bhii chhuute hu.e Dar lagtaa hai
Bashir Badr
Ghazal
kyaa KHabar thii jo mirii jaa.n me.n ghulaa hai itnaa
hai vahii mujh ko sar-e-daar bhii laane vaalaa