SEARCH RESULTS
Showing search results for ",UJE"
Ghazal MATCHES FOR ",uje"
Ghazal
sunaa hai log use aa.nkh bhar ke dekhte hai.n
so us ke shahr me.n kuchh din Thahar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
Dhuu.nDh uj.De hu.e logo.n me.n vafaa ke motii
ye KHazaane tujhe mumkin hai KHaraabo.n me.n mile.n
Ahmad Faraz
Ghazal
mahbuub kaa ghar ho ki buzurgo.n kii zamiine.n
jo chho.D diyaa phir use mu.D kar nahii.n dekhaa
Bashir Badr
Ghazal
tire javaahir-e-turf-e-kulah ko kyaa dekhe.n
ham auj-e-taala-e-laal-o-gohar ko dekhte hai.n
Mirza Ghalib
Ghazal
bhuule se muskuraa to diye the vo aaj 'faiz'
mat puuchh valvale dil-e-naa-kardaa-kaar ke
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
samjhaa ke pastiyaa.n mire auj-e-kamaal kii
apnii bulandiyaa.n vo dikhaa kar chale ga.e
Jigar Moradabadi
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
Garra-e-auj-e-binaa-e-aalam-e-imkaa.n na ho
is bulandii ke nasiibo.n me.n hai pastii ek din
Mirza Ghalib
Ghazal
ham to samjhe the ki ham bhuul ga.e hai.n un ko
kyaa hu.aa aaj ye kis baat pe ronaa aayaa
Sahir Ludhianvi
Ghazal
Moin Ahsan Jazbi
Ghazal
apne hisse me.n hii aane the KHasaare saare
dost hii dost the bastii me.n hamaare saare
Imran-ul-haq Chauhan
Ghazal
Nushur Wahidi
Ghazal
himmat humaa-e-auj-e-sa.aadat hai mard ko
ulluu hai.n vo jo shefta zill-e-humaa ke hai.n