SEARCH RESULTS
Showing search results for "منتظر"
Ghazal MATCHES FOR "منتظر"
Ghazal
muntazir kis kaa huu.n TuuTii hu.ii dahliiz pe mai.n
kaun aa.egaa yahaa.n kaun hai aane vaalaa
Ahmad Faraz
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
ab ke havaa ke saath hai daaman-e-yaar muntazir
baanu-e-shab ke haath me.n rakhnaa sambhaal kar diyaa
Parveen Shakir
Ghazal
Dagh Dehlvi
Ghazal
muntazir huu.n ki sitaaro.n kii zaraa aa.nkh lage
chaa.nd ko chhat pe bulaa luu.ngaa ishaara kar ke
Rahat Indori
Ghazal
sab apne apne qariine se muntazir us ke
kisii ko shukr kisii ko shikaayate.n karnii
Ahmad Faraz
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
har gaam par hai majma-e-ushshaaq muntazir
maqtal kii raah miltii hai kuu-e-habiib se
Sahir Ludhianvi
Ghazal
ab kaun muntazir hai hamaare liye vahaa.n
shaam aa ga.ii hai lauT ke ghar jaa.e.n ham to kyaa
Muneer Niyazi
Ghazal
sab dost mire muntazir-e-parda-e-shab the
din me.n to safar karne me.n diqqat bhii bahut thii
Parveen Shakir
Ghazal
muntazir kab se tahayyur hai tirii taqriir kaa
baat kar tujh par gumaa.n hone lagaa tasviir kaa
Ahmad Faraz
Ghazal
havas-nasiib nazar ko kahii.n qaraar nahii.n
mai.n muntazir huu.n magar teraa intizaar nahii.n
Sahir Ludhianvi
Ghazal
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
jannat hai terii teG ke kushto.n kii muntazir
jauhar savaad-e-jalva-e-mizhgaan-e-huur thaa
Mirza Ghalib
Ghazal
Shakeel Badayuni
Ghazal
saaya-e-vasl kab se hai aap kaa muntazir magar
hijr me.n jal rahe hai.n aap aap bahut ajiib hai.n