SEARCH RESULTS
Showing search results for "ہریاول"
Ghazal MATCHES FOR "ہریاول"
Ghazal
ishrat-e-qatl-gah-e-ahl-e-tamannaa mat puuchh
iid-e-nazzaara hai shamshiir kaa uryaa.n honaa
Mirza Ghalib
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
ye mo.ajiza hai vahshat-e-uryaa.n-pasand kaa
mai.n kuu-e-yaar me.n huu.n kafan hai mazaar me.n
Seemab Akbarabadi
Ghazal
shauq har rang raqiib-e-sar-o-saamaa.n niklaa
qais tasviir ke parde me.n bhii uryaa.n niklaa
Mirza Ghalib
Ghazal
aa.nch aatii hai tire jism kii uryaanii se
pairahan hai ki sulagtii hu.ii shab hai ko.ii
Nasir Kazmi
Ghazal
KHush-libaasii hai ba.Dii chiiz magar kyaa kiijiye
kaam is pal hai tire jism kii uryaanii se
Sarvat Husain
Ghazal
raakh hu.ii jaatii hai saarii hariyaalii
aa.nkho.n me.n jangal saa jaltaa rahtaa hai
Azhar Iqbal
Ghazal
faaqo.n se tang aa.e to poshaak bech dii
uryaa.n hu.e to shab kaa a.ndheraa pahan liyaa
Bedil Haidri
Ghazal
suufiya tum se mulaaqaat karuu.ngaa ik roz
kisii sayyaare kii jaltii hu.ii uryaanii me.n
Sarvat Husain
Ghazal
Ashu Mishra
Ghazal
bas chale to apnii uryaanii ko us se Dhaa.np luu.n
niilii chaadar sii tanii hai jo khule maidaan par
Shakeb Jalali
Ghazal
shaaKH-e-uriyaa.n par khilaa ik phuul is andaaz se
jis tarah taaza lahuu chamke na.ii talvaar par
Mohsin Naqvi
Ghazal
niind me.n khulte hu.e KHvaab kii uryaanii par
mai.n ne bosa diyaa mahtaab kii peshaanii par