SEARCH RESULTS
Showing search results for "ताबीर"
Ghazal MATCHES FOR "ताबीर"
Ghazal
kahaaniyaa.n hii sahii sab mubaalGe hii sahii
agar vo KHvaab hai taabiir kar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
mai.n ne dekhaa hai bahaaro.n me.n chaman ko jalte
hai ko.ii KHvaab kii taabiir bataane vaalaa
Ahmad Faraz
Ghazal
apnii ta.abiir ke chakkar me.n miraa jaagtaa KHvaab
roz suuraj kii tarah ghar se nikal pa.Dtaa hai
Rahat Indori
Ghazal
KHvaab kii taabiir par israar hai jin ko abhii
pahle un ko KHvaab se bedaar honaa chaahiye
Zafar Iqbal
Ghazal
kyaa hasii.n KHvaab mohabbat ne dikhaayaa thaa hame.n
khul ga.ii aa.nkh to taabiir pe ronaa aayaa
Shakeel Badayuni
Ghazal
KHisht pusht-e-dast-e-ijz o qaalib aaGosh-e-vidaa.a
pur hu.aa hai sail se paimaana kis ta.amiir kaa
Mirza Ghalib
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
aksar auqaat mai.n ta.abiir bataa detaa huu.n
ba.az auqaat ijaazat nahii.n hotii mujh ko
Shahid Zaki
Ghazal
paa-ba-gil sab hai.n rihaa.ii kii kare tadbiir kaun
dast-basta shahr me.n khole mirii zanjiir kaun
Parveen Shakir
Ghazal
aah-e-jaa.n-soz kii mahruumi-e-taasiir na dekh
ho hii jaa.egii ko.ii jiine kii tadbiir na dekh
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
kaise us shaKHs se taabiir pe israar kare.n
jo hame.n KHvaab dikhaanaa bhii nahii.n chaahtaa hai
Irfan Siddiqi
Ghazal
ta.abiir tak aate hii tujhe chhuunaa pa.Degaa
lagtaa hai ki har KHvaab me.n dekhaa hu.aa tuu hai
Abhishek Shukla
Ghazal
maqsuud jo mujhe hai ye ta.abiir vo nahii.n
jo dekhtii hai aa.nkh mirii KHvaab aur hai
Jahangeer nayab
Ghazal
kaash is KHvaab kii ta.abiir kii mohlat na mile
sho.ale ugte nazar aa.e mujhe gulzaar ke biich