SEARCH RESULTS
Showing search results for "bittuu"
Ghazal MATCHES FOR "bittuu"
Ghazal
be-naam saa ye dard Thahar kyuu.n nahii.n jaataa
jo biit gayaa hai vo guzar kyuu.n nahii.n jaataa
Nida Fazli
Ghazal
har dha.Dakte patthar ko log dil samajhte hai.n
umre.n biit jaatii hai.n dil ko dil banaane me.n
Bashir Badr
Ghazal
roz milne pe bhii lagtaa thaa ki jug biit ga.e
ishq me.n vaqt kaa ehsaas nahii.n rahtaa hai
Ahmad Mushtaq
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
Meeraji
Ghazal
tum bhii ho biite vaqt ke maanind huu-ba-huu
tum ne bhii yaad aanaa hai aanaa to hai nahii.n
Rehman Faris
Ghazal
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
jo sunaa.ii anjuman me.n shab-e-Gam kii aap-biitii
ka.ii ro ke muskuraa.e ka.ii muskuraa ke ro.e
Saifuddin Saif
Ghazal
Andaleeb Shadani
Ghazal
Habib Jalib
Ghazal
raat biitii to gine aable aur phir sochaa
kaun thaa baa.is-e-aaGaaz-e-safar shaam ke ba.ad
Farhat Abbas Shah
Ghazal
kyaa biit ga.ii ab ke 'faraaz' ahl-e-chaman par
yaaraan-e-qafas mujh ko sadaa kyuu.n nahii.n dete