SEARCH RESULTS
Showing search results for "chehra"
Ghazal MATCHES FOR "chehra"
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
vo ek hii chehra to nahii.n saare jahaa.n me.n
jo duur hai vo dil se utar kyuu.n nahii.n jaataa
Nida Fazli
Ghazal
avval avval kii mohabbat ke nashe yaad to kar
be-piye bhii tiraa chehra thaa gulistaa.n jaanaa.n
Ahmad Faraz
Ghazal
phir chaahtaa huu.n naama-e-dildaar kholnaa
jaa.n nazr-e-dil-farebi-e-unvaa.n kiye hu.e
Mirza Ghalib
Ghazal
chehra o naam ek saath aaj na yaad aa sake
vaqt ne kis shabiih ko KHvaab o KHayaal kar diyaa
Parveen Shakir
Ghazal
Meeraji
Ghazal
dekho ye kisii aur kii aa.nkhe.n hai.n ki merii
dekhuu.n ye kisii aur kaa chehra hai ki tum ho
Ahmad Faraz
Ghazal
bha.Dkaa.e.n mirii pyaas ko aksar tirii aa.nkhe.n
sahraa miraa chehraa hai samundar tirii aa.nkhe.n
Mohsin Naqvi
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
banegaa mehr-e-qayaamat bhii ek KHaal-e-siyaah
jo chehra 'daaG'-e-siyah-ruu ne aashkaar kiyaa
Dagh Dehlvi
Ghazal
Varun Anand
Ghazal
ek be-chehra sii ummiid hai chehra chehra
jis taraf dekhiye aane ko hai aane vaalaa
Nida Fazli
Ghazal
kis ko patthar maaruu.n 'qaisar' kaun paraayaa hai
shiish-mahal me.n ik ik chehraa apnaa lagtaa hai
Qaisarul Jafri
Ghazal
du.aa karo ki ye paudaa sadaa haraa hii lage
udaasiyo.n me.n bhii chehra khilaa khilaa hii lage