SEARCH RESULTS
Showing search results for "khushi"
Ghazal MATCHES FOR "khushi"
Ghazal
Parveen Shakir
Ghazal
tire va.ade par jiye ham to ye jaan jhuuT jaanaa
ki KHushii se mar na jaate agar e'tibaar hotaa
Mirza Ghalib
Ghazal
Gam aur KHushii me.n farq na mahsuus ho jahaa.n
mai.n dil ko us maqaam pe laataa chalaa gayaa
Sahir Ludhianvi
Ghazal
Adeem Hashmi
Ghazal
paagal hu.e jaate ho 'faraaz' us se mile kyaa
itnii sii KHushii se ko.ii mar bhii nahii.n jaataa
Ahmad Faraz
Ghazal
Tahzeeb Hafi
Ghazal
Sahir Ludhianvi
Ghazal
shauq se raah-e-mohabbat kii musiibat jhel le
ik KHushii kaa raaz pinhaa.n jaada-e-manzil me.n hai
Bismil Azimabadi
Ghazal
sharmindagii hai ham ko bahut ham mile tumhe.n
tum sar-ba-sar KHushii the magar Gam mile tumhe.n
Jaun Eliya
Ghazal
ab tak dil-e-KHush-fahm ko tujh se hai.n umiide.n
ye aaKHirii sham'e.n bhii bujhaane ke liye aa
Ahmad Faraz
Ghazal
tere milne kii KHushii me.n ko.ii naGma chhe.Duu.n
yaa tire dard-e-judaa.ii kaa gilaa pesh karuu.n
Sahir Ludhianvi
Ghazal
Nida Fazli
Ghazal
laa.ii hayaat aa.e qazaa le chalii chale
apnii KHushii na aa.e na apnii KHushii chale