- Index of Books 182430
-
-
Book Categories
-
Children's Literature1896
Medicine839 Movements286 Novel4236 -
Book Categories
- Bait Bazi11
- Catalogue / Index5
- Couplets64
- Deewan1430
- Doha65
- Epics97
- Exegesis182
- Geet81
- Ghazal989
- Haiku12
- Hamd36
- Humorous37
- Intikhab1523
- Keh mukarni6
- Kulliyat651
- Mahiya19
- Majmua4684
- Marsiya368
- Masnavi803
- Musaddas54
- Naat511
- Nazm1148
- Others67
- Paheli16
- Qasida176
- Qawwali19
- Qit'a56
- Quatrain281
- Quintuple17
- Rekhti12
- Remainders27
- Salaam32
- Sehra9
- shahr-Ashob, Hajw, Zatal Nama13
- Tareekh-Goi28
- Translation73
- Wasokht25
Sher of Abdul Majeed Salik
tujhe kuchh ishq o ulfat ke sivā bhī yaad hai ai dil
sunā.e jā rahā hai ek hī afsāna barsoñ se
Abdul Majeed Saliktujhe kuchh ishq o ulfat ke siwa bhi yaad hai ai dil
sunae ja raha hai ek hi afsana barson se
jo unheñ vafā kī sūjhī to na ziist ne vafā kī
abhī aa ke vo na baiThe ki ham uTh ga.e jahāñ se
Abdul Majeed Salikjo unhen wafa ki sujhi to na zist ne wafa ki
abhi aa ke wo na baiThe ki hum uTh gae jahan se
ishq hai be-gudāz kyuuñ husn hai be-niyāz kyuuñ
merī vafā kahāñ ga.ī un kī jafā ko kyā huā
Abdul Majeed Salikishq hai be-gudaz kyun husn hai be-niyaz kyun
meri wafa kahan gai un ki jafa ko kya hua
hāl-e-dil sun ke vo āzurda haiñ shāyad un ko
is hikāyat pe shikāyat kā gumāñ guzrā hai
Abdul Majeed Salikhaal-e-dil sun ke wo aazurda hain shayad un ko
is hikayat pe shikayat ka guman guzra hai
-
Tag : Shikwa
-
Share this
- See Ghazal
- Critique
- Comments
- Download
charāġh-e-zindagī hogā farozāñ ham nahīñ hoñge
chaman meñ aa.egī fasl-e-bahārāñ ham nahīñ hoñge
Abdul Majeed Salikcharagh-e-zindagi hoga farozan hum nahin honge
chaman mein aaegi fasl-e-bahaaran hum nahin honge
-
Share this
- See Ghazal
- Critique
- Comments
- Download
hamāre Dūbne ke baad ubhreñge na.e taare
jabīn-e-dahr par chhaTkegī afshāñ ham nahīñ hoñge
Abdul Majeed Salikhamare Dubne ke baad ubhrenge nae tare
jabin-e-dahr par chhaTkegi afshan hum nahin honge
-
Share this
- See Ghazal
- Critique
- Comments
- Download
ab nahīñ jannat mashām-e-kūcha-e-yār kī shamīm
nik.hat-e-zulf kyā huī bād-e-sabā ko kyā huā
Abdul Majeed Salikab nahin jannat masham-e-kucha-e-yar ki shamim
nikhat-e-zulf kya hui baad-e-saba ko kya hua
-
Share this
- See Ghazal
- Critique
- Comments
- Download
mire dil meñ hai ki pūchhūñ kabhī murshid-e-muġhāñ se
ki milā jamāl-e-sāqī ko ye tantana kahāñ se
Abdul Majeed Salikmere dil mein hai ki puchhun kabhi murshid-e-mughan se
ki mila jamal-e-saqi ko ye tantana kahan se
-
Share this
- See Ghazal
- Critique
- Comments
- Download
na.ī sham.eñ jalāo āshiqī kī anjuman vaalo
ki suunā hai shabistān-e-dil-e-parvāna barsoñ se
Abdul Majeed Saliknai shamen jalao aashiqi ki anjuman walo
ki suna hai shabistan-e-dil-e-parwana barson se
-
Share this
- See Ghazal
- Critique
- Comments
- Download
join rekhta family!
Join us for Rekhta Gujarati Utsav | 19th Jan 2025 | Bhavnagar
Register for free
-
Children's Literature1896
-